aaj achanak yun hi blog ki duniya main dubki laganee ka ji chaha, to main bhi yahaan
aa gayi. par ab soojh nahi raha ki shuruwat kaise ki jaye. khair phir soha ki chalo suruwat ek kavita se ki jaaye.
" Ek nanha haath bada,
kuch dagmagate kadam bade,
maa ke sahare ki aas mein.
palkon mein bitha liya maa ne,
nanhi kali khil uthi
Aur muskurahat bikhartee gayee. "
Monday, January 25, 2010
Subscribe to:
Comments (Atom)